|

|heart touching shayari|अगर अपने भी किसी से सच्चा प्यार किया है तो ये शायरी जरूर पढे।

heart touching shayari
Rate this post

उदास लोगों के लिए दिल को छू जाने वाली शायरी |rula dene wali shayari|

 

1. सबक ज़िंदगी ने सिखाया है मुझे

हर अपने ने रुलाया है मुझे

कोई अपना, अपना नही होता

ये भी एक अपने ने ही सिखाया है मुझे….. 

 

 

2. Ek din mera aansu humse poochh baithe
Hamen roj roj kyon bulate Ho
Humne kaha ham yaad to unhen karte
Na jaane Tum kyon chale aate Ho…

 

 

3. Yakin Nahi hota
Ki tum Aise Ruth jaaogi
Milane se pahle Judaa Ho jaaogi
Wapas to Aana hi hoga tumhen
Varna ye kahani Adhuri rah jayegi
Varna ye kahani Adhuri rah jayegi….

 

 

4. कि जिसको इश्क़ हो जाए भला कैसे वो सोयेगी
    कभी मुश्काएँगी छुप छुप कभी तखिया भिगोयेगी
   और  बड़े नादान हो तुम तो जरा समझा करो बाते
    गले मिलकर जो रोती है बिछड़कर कितना रोयेगी। 

 

    
rula dene wali shayari

 

5. Palkon ne Bahut Samjhaya
 Magar yah Aankh nahin Mani.
Din to Hash kar gujara humne
Magar ye Raat Nahi Mani.
Aur bistar ki salvat de rahi gavahi Gair ki.
Humne karvat Badli aur baat nahi Mani.

 

6. Aankhen to pyar mein Dil ki juban hoti hai
Chahat to Sada bejuban hoti hai
Pyar mein Dard bhi mile to kya ghabrana
Suna hai Dard se Chahat aur Javan hoti hai…

 

7. Tu fikar Na kar mai chala jaunga
Tujhe ehsas bhi Na Ho Mera
Tujhse itni dur jaunga
Aur mar jaunga.
Tu fikar Na kar mai chala jaunga
Tujhe ehsaas bhi Na Ho Mera
Per ab tere pass na aaunga
Aur yad to bahut hai teri
Magar bin jalaye nahi jaunga
Mar jaunga.

 

 

8.Kuch Iss tarah se hare hai jindagi se ham.
Ki ab mar Jana chahte Hain.
Thak chuke Hain tumhe manate manate
Ab Dur Jana chahte Hain
Meri Mohabbat ab tumse is mukam per a pahunchi hai
Ya to mujhse Wafa karo
Ya FIR mere Marne ki dua Karo….

 

9. Yeh kaisi meri majburi hai
Main call bhi nahi kar sakta
Dil mein Dard bahut hai Magar roo bhi nahi Sakta
Are aaj Jinda hain kal Gujar jayenge
Abhi toh mile hain kal phir bichhad jayenge
Aur naraj kyon hote Ho
Hamari choti choti baton per ham aaj h kal mar jayenge..

 

 

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *